Recipe: Yummy Beef White Pulao

Beef White Pulao.

Beef White Pulao You can cook Beef White Pulao using 13 ingredients and 9 steps. Here is how you achieve it.

Ingredients of Beef White Pulao

  1. It's 1/2 kg of beef (seeny ka ho tw behtar hy) chikna gosht.
  2. Prepare 1/2 kg of Basmati Rice soak in water at least 1 1/2 hours.
  3. Prepare 2 tablespoons of gram masala.
  4. Prepare 1 of large tomato.
  5. Prepare 1 of large Onion.
  6. Prepare 1 tablespoon of ginger garlic paste yakni k lie. Pulao k lie 1 tablespoon mazeed chahye.
  7. It's 4-5 of green chillis.
  8. It's 4-5 of red button chillis.
  9. Prepare 1 tablespoon of coriander seeds.
  10. It's 1 tablespoon of fennel seeds.
  11. You need 6-7 tablespoons of oil. Ghee ziada best rehta hy pulao k lie tw koshesh karyn k ghre hi use karyn.
  12. It's 1 liter of water.
  13. You need 2 tablespoons of Dahi.

Beef White Pulao instructions

  1. Cooker me sab se pani phly beef 1 tablespoon garam masla Tomato onion 1 tablespoon ginger garlic paste bottle red chillis green chillis salt sonf n dhania dal k lif achy se bnd kar k whistle laga dyn. Meny srf 3 whistle hi lagi thein. Aur pressure khtm hony k bad uski lid hata dyn..
  2. Ab aik pot me oil (ghee) gram karyn use me baki ka bacha hua gram masla coot kar dal dyn. Saboot Dhania agar nhn psnd tw pulao me skip kardyn lkn yakhni me nhn kehiye ga..
  3. Gram masla halka sa fry kar k us me ginger garlic paste dalyn thora sa fry karyn aur yakhni me se beef chan k nikal k wo bhi dal dyn. Yakhni ko alihda bowl me rkh lyn..
  4. Aur jo yakhni me masla bacha hy chahye tw discard kardyn warna usy grind kar k pulao me add kar lyn mazeed zaiqa ajata hy. Lkn phr start me gram masaly aur ginger garlic wala step skip kardyn wrna bht ziada masla hojy ga. Ab blender jug me dahi daly..
  5. Us me hari mirchyn aur blkuuuuul thori c sonf dalyn aur grind karlyn..
  6. Dahi wala mixture beef me add kar k us me beef me bhoon lyn aur dahi ka pani achy se dry karlyn..
  7. Ab phly se bhigy huye chawal dal dyn aur yakhni jo chan k nikali thi usy bhi dal dynchawalon ka namak bhi add kardyn. Agar yakhni chawal k ratio se kam hy tw mazeed pani add karlyn aur agar ziada hogae h tw sari mat dalyn thori c rok ly bad me kam ajygi palne rice dal k bhi use karakty hyn..
  8. Lid dhak dyn aur flame high kardyn boil any tak hab boil ajay tw flame medium kardyn..
  9. Is satge par isy dum laga dyn. Jab pani blkul thora sa reh jay. Aur yeh mazydar sa white beef pulao ready with raita. Try karyn aur batyie kesi lagi meri ammi ki recipie ♥️.

Komentar

Postingan populer dari blog ini

Recipe: Delicious Mexican Style Shredded Beef

Recipe: Tasty Toasted Bread with yogurt Salata

How to Prepare Yummy Beef Kidney Stew over Mash